Wednesday 25 June 2014

Shayri_16@AakashMorya


Me@FB
Jivan me sabse badi khushi wo kam karne me hai jo log kehte hai ki tum nahi kar sakte".

Shayri_15@AakashMorya


Me@FB
kabhi hum to kabhi aap busy raha karte ho ,
sochte h jab bhi aapke bare main,

aapke liye dua karte h ,
chahte h hum aap rahe humse humesha aaage
kyunki humse jyada aap ki mang h yaha

Shayri_14_@AakashMorya


Me@FB
Itna pyaar paya hai aap se,
Uss se zyada pane ko jee chahta hai,
Najane woh kaun si khobi hai aap mein,
Ki aap se dosti nibhane ko jee chahta hai.

Shayri_13_@AakashMorya


Me@FB
Zindagi ki dastan kuch aisi h doston , kafilen main jana h sabhi ko doston , shuruat to kher sabhi karte h manjil pane k liye , par ant tak sath nibhana h kathin doston.

Shayri_12_@AakashMorya


Me@FB

Zindagi ki yeh bahut ajeeb paheli h,
har pal sath rehti na hatheli ( taqdeer) h ,
humari icha or samay dono hi alag h
samay hone par icha nhi hoti ,
or icha hone par samay nhi hota
dono ko sath lana hota h bahut jaruri
par humari hatheli main aisa na hota h.

Tuesday 24 June 2014

Shayri_11_@AakashMorya


Me@FB
"Hume nafrat soch samajhkar karni chahiye, qki nafrat karte karte ek din hum bhi unki tarah ban jate hai"

Shayri_10_@AakashMorya


Me@FB


 "When you are happy you listen to music but when you are sad you understand the lyrics"

Sunday 22 June 2014

Shayri_9_@AakashMorya


Me@FB
Its beautiful when a stranger becomes a close one but feels sad when the same close one becomes a stranger again.

Shayri_8_@AakashMorya


Me@FB
"Ji raha tha jb mai tum jaise dosto k bina , to aisa lag raha tha ki jaise jindagi ki saja kat raha hu"

Shayri_7_@AakashMorya


Me@FB
"Hath me kalam uthana acha lagta hai,
mujhe aaj bhi school jana acha lagta hai,
bada kar diya jamane ne waqt se pehle,
warna sir par bojh uthana kise acha lagta hai "

Sharyi_6_@AakashMorya


Me@FB
"Jab jab duniya k bhid me chalne ki nobat ayi, hajar naye chehro se meri akhen takrai, us pal mera man ye ehsas kar paya, dosto k bina khud ko har mod par khudko akela paya"

Shayri_5_@AakashMorya


Me@FB
"Mujhe kuch pal dekhkar wo mujhe khushkismat keh gaye, agar hume samjhane ki wo kosish karte to wo hairan reh jate."

Shayri_4_@AakashMorya


Me@FB
"Aaj jalte hue Diye Ko Mehsus karne ka man kar raha hai , na jane kaise khud ko jalakar wo dusro ko roshni deta hoga??? "

Shayri_3_@AakashMorya


Me@FB
"Himmat nahi hai mujhme ki tum jaise dost ko duniya se chin lu, lekin mere dil se tum logo ko nikalu, ye hak to maine khud ko bhi nahi diya"

Shayri_2_@AakashMorya


Me@FB
"kabhi dil ki awaj sunkar to dekh e dost, ye shant dhadkane bhi bohot kuch kehti hai"

Shayri_1_@AakashMorya


Me@FB
"Andhero se nafrat c ho gayi hai, jabse suna hai ki sunsan jagah ki apni hi dard bhari dastan hoti hai"